Unemployment- Any solution ?
Hello guyzz,
I'm back to my blogsite after a long interval, Actually i couldn't make me so free to write a blog.But i used to think of many ideas and i got this one, what i think is very important to share with you all.
Main apne blogs me Hinglish use krta hu, taaki sblog smjh sake, but if anyone think ki proper English me honi chahiye, then I'll write one in English too.
So, Today we'll talk about
Unemployment-
Yes, And I'm damn sure that my viewers are pretty intelligent to understand the word and its meaning, but do we really understand its causes, Akhir ye hota kyuun hai?
There are some people who think that causes for Unemployment are like, "Govt jobs kam aana, ya Job oppurtunities kam hona".
Lekin sirf Govt ko point karne se nai hoga, kyunki hmsb jante hai ki hmare country INDIA me itni youth population hai ki sbko job dena possible hi nai hai, Utne jobs to America ya China jaise desh me bhi nai h...
To aakhir wo log kaise handle krte hai is problem ko, kyunki population to rapidly increase ho rhi h, and jobs to limited hai.
Actually, main ek baat bta du Log unemployed hote nai h, sirf smjhte hai khud ko kyunki wo kuch new try nai krte hai, Dare nai krte h kuch krne ka, bs bheed me pare rhte hai.
Job lene ka passion hai to lo, agr nai ho pa rha h to dusre ko point krne se ki seats kam the ya kuch aur, koi fayda nai h...
Tum bahut kuch kar skte ho, bs sochna hai ar krna hai...
Achha Chalo,
Ek example se samjhne ka try krte hai,
Suppose ek Company hai jaha 5 vacancies hai, aur uske liye 10 aspirants ne apply kiya.
Ab wha job to 5 logon ko hi milegi, means 5 log unemployed smjhenge khud ko.
But agr un 5 me se ek smjhdaar bande ne apna dimag lagaya, ar ek dusre bande ke saath milkr ek startup krta hai. To ab sirf 3 log unemployed bach gye.
Ab kisi startup ko run krne ke liye promotion aur marketing to chahiye hi, to un 3 bande, jo khud ko unemployed smjh rhe the, in dono ne unhe apne startup me as employees rkh liya.
To ab kitne log unemployed bache???
Zero (0)
Achha lg rha hoga sunne me, hai na!!
Same yhi mentality developed countries me ya fir smjhdaar log rkhte hai.
Don't be Job-seeker, Be a Job-creator!!Its okk ki Job oppurtunities nahi aa rhe utne, but hm Youth hai, Hum Job oppurtunities create krne lage na to INDIA hi kya dusre countries se bhi log aaenge hmare pass Job krne.
Ab sawaal ye hai ki start-up kaise ki jae, job create kaise ki jae!!
Job create aap tbhi kr skte ho jb aapke pass ek Idea ho, jisse baaki log influence ho, unhe jb aapke idea ki jrurt hogi tb aapki demand badhegi, aur tb aap aur logon ko HIRE kr skte hai.
But early stage pr yhi sochna hoga ki, Job pr dependent nai bane hm, balki khud ke skills ko pehchaaane, kuch seekhe.
Mere pehle ke blogs me bhi ye maine btaya tha ki Ek skilled person ko Job ki jrurt nai h, Wo self-create kr skta hai.
Aur agr koi apne skills ya apne shauk ko hi apna profession banale tb kitni achhi baat hogi.
Apne shauk bhi pure ho rhe h aur Success bhi hogi aapke pass.
Kuch bhi, Singing, Dancing, Sports, Writing, Lecture, Painting etc.
Career ke opportunities milte nai h, bnaye jaate hai...
Kuch baatein important hoti hai Start-up ke liye-
1. Ek different Idea jo kuch time baad jyada useful ho, means just future ke liye useful ho.
Kyunki kisi bhi Idea ko implement hone me thora time lgta hai, logon ko smjhne me time lgta hai.
Jaise aap examples dekh skte ho, Reliance, Motorola, OLA, etc
Ye sirf kuch wo companies hai, jinhone kuch naya ya unexpected ideas laaye market me jisse users ko iski jrurt hui.
Ab inke bare me aap thora padh skte ho yaa fir aapko pata hi hoga.
2. Ek background support hona chahiye hmesha, like Family se financial support, ya Khud ki savings but agr ye sb nai h, to fir meri trh ek Job krlo, jisse ek base milegi aapko, taaki aap seekh sako aur implement kr sako.
Early stage me job krne se bahot ideas milti hain, kyunki apne startups me aapko bhi employees rkhne honge, to us cheez ke liye prepared raho ki kaise hota hai.
Aur bahot saari cheezein hai, like Team work, plan execution, Leadership qualities, Representation, aur sbse important Confidence.
Aur Jab lage ki aap prepared ho, Its Show-time, then Go for the it, Dude.
Because You are the best version of Yourself.
Koi 9-5 ki job se kitna khush ho skta hai, Sb agr Job hi krenge to use create kon krega.
So, this is all for today guys,
Agar aap sbko isse related koi bhi doubt, queries ya suggestions hai to niche Comment box me btaiye,
Hope aap sb ko meri ye blog psnd aai hogi.
Agr aai ho to like kriye, aur Share kijiye taaki maximum logon tak pahuche.
So, Learn, Think, Rethink, then Do it...
Take Care! Babyee!
Comments
Post a Comment